Saturday 10 August 2013

Paighaam

Paighaam

Mom & Dad ka paighaam :

1. Jis din tum hame budha dekho tab sabar karna aur hame samajhane ki koshish karna.
2. Jab hum koi baat bhool jaaye to hum par gussa na karna aur apna bachpan yaad karna.
3. Jab hum budhe hokar chal na paaye to hamara sahara banna aur apna pehla kadam yaad karna.
4. jab hum beemaar ho jaaye to woh din yaad karke hum par apne paise khurch karna jab hum tumhari khwaishen puri karne ke liye apni khwaishen qurbaan karte the.
Respect Ur Parents.

0 comments:

Post a Comment